Al-Bari ka Matlab Kya Hai? Paida Karne Wala


 Al-Bari Allah Taala ka pyara naam hai. Al-Bari ka matlab hai "Har Cheez Ko Behtareen Paida Karne Wala".


Al-Khaliq paida karne wala hai, aur Al-Bari us cheez ko behtareen surat me banane wala hai.


Fazilat:


Jo aurat be-aulaad ho aur 7 din tak rozana 100 bar "Ya Bariyo" parhe, Allah usko naik aulaad dega.


Jo shakhs rozana 100 bar Ya Bariyo parhega, Allah usko qabar ke azab se bachayega.


Is naam ka wird karne se kaam me aasani paida hoti hai.

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Surah Hamza

Surah Tagabun Ki Fazilat