*Surah Takasur Ka Mukammal Tarjuma, Fazilat Aur Mujarrab Wazifa* Surah Takasur Quran-e-Pak ki 102nd Surah hai jo Para 30 me hai. Ye Makki Surah hai aur iski 8 Ayat hain. Is Surah ka naam Takasur hai jiska matlab hai maal ki zyadti par fakhar karna. Is Surah me insan ko duniya ki mohabbat se roka gaya hai aur bataya gaya hai ke maal ki zyadti tumhe ghaflat me daal deti hai yahan tak ke tum qabron tak pohanch jate ho. Ye Surah Qabar ke azab se hifazat ke liye bohat mujarrab hai. *Surah Takasur Ka Tarjuma:* Zyadti ki khwahish ne tumhe ghaflat me daal diya. Yahan tak ke tum qabron tak ja pohunche. Hargiz nahi, anqareeb tum jan loge. Phir hargiz nahi, anqareeb tum jan loge. Hargiz nahi, agar tum yaqeeni ilm ke sath jante. Tum zarur Jahannam ko dekhoge. Phir tum use yaqeen ki aankh se dekhoge. Phir us din tum se nehmaton ke bare me zarur sawal hoga. *Surah Takasur Ki Fazilat:* Hadees me hai ke Surah Takasur 1000 Ayat ke barabar hai. Jo isko rozana parhega: 1. Qabar ke azab se meh...
Surah Taghabun Ka Tarjuma, Fazilat Aur Wazifa - Gham, Nuqsan Aur Har Mushkil Se Nijat* *Bismillah Hirrahman Nirrahim* *Surah Taghabun Ka Taaruf* Surah Taghabun Quran Pak ki 64wi Surah hai. Ye Madni Surah hai. Isme 18 Ayat aur 2 Ruku hain. Ye Para 28 me hai. Taghabun ka matlab hai "Haar Jeet / Nuqsan". Qayamat ke din ko Youm-ut-Taghabun is liye kehte hain ke us din koi jeetega aur koi haarega. Ye Surah bohot sabr wali Surah hai. *Surah Taghabun Ka Tarjuma (Khulasa)* Allah ne farmaya: 1. Jo kuch asmano aur zameen me hai, sab Allah ki tasbeeh karte hain. 2. Usine tumhe paida kiya, phir koi kafir hai aur koi momin. 3. Allah ne asman o zameen ko haq ke saath paida kiya aur tumhari sooratein banayeen. 4. Jo musibat pahunchti hai, Allah ke hukam se pahunchti hai. Jo Allah par imaan laye, Allah uske dil ko hidayat deta hai. 5. Apni biwiyon aur aulaad me se kuch tumhare dushman hain, unse hoshiyar raho aur maaf karo. Paigham ye hai ke har nuqsan aur gham Allah ki taraf se azmaish hai...
Al-Bari Allah Taala ka pyara naam hai. Al-Bari ka matlab hai "Har Cheez Ko Behtareen Paida Karne Wala". Al-Khaliq paida karne wala hai, aur Al-Bari us cheez ko behtareen surat me banane wala hai. Fazilat: Jo aurat be-aulaad ho aur 7 din tak rozana 100 bar "Ya Bariyo" parhe, Allah usko naik aulaad dega. Jo shakhs rozana 100 bar Ya Bariyo parhega, Allah usko qabar ke azab se bachayega. Is naam ka wird karne se kaam me aasani paida hoti hai.
Comments
Post a Comment