Al-Khaliq ka Matlab Kya Hai? Paida Karne Wala


 Al-Khaliq Allah Taala ka pyara naam hai. Al-Khaliq ka matlab hai "Paida Karne Wala".


Allah ne har cheez ko paida kiya, zameen, aasman, insan, janwar, sab kuch Allah ne banaya hai. Koi bhi cheez Allah ke bina nahi ban sakti.


Quran me hai - Allah hi sab ka Khaliq hai.


Fazilat:


Jo shakhs rozana 100 bar "Ya Khaliqo" parhega, Allah uske chehre ko roshan kar dega.


Jo shakhs is naam ka wird raat ko kare, Allah usko naik kaam karne ki taufeeq dega.


Agar koi shakhs is naam ko 7 din tak rozana 100 bar parhe, to uski mushkilaat khatam ho jayengi.

Comments

Popular posts from this blog

Surah Hamza

Surah Tagabun Ki Fazilat

Al-Bari ka Matlab Kya Hai? Paida Karne Wala