Al-Malik ka Matlab Kya Hai? Allah ke Naam ki Fazilat


 Al-Malik Allah Taala ka teesra naam hai. Al-Malik ka matlab hai "Haqeeqi Badshah".


Duniya ke badshahon ki badshahi khatam ho jati hai, lekin Allah ki badshahi hamesha rehne wali hai. Zameen aur aasman ka malik sirf Allah hai.


Quran Pak me hai: "Kah do ke Aye Allah! Badshahi ke malik!"


Fazilat:


1. Jo shakhs subah fajar ke baad "Ya Maliku" 100 bar parhega, Allah usko ameeri ata karega aur mohtaji door hogi.


2. Jo koi Ya Maliku ka kasrat se zikr kare, Allah usko logon me izzat wala bana deta hai.


3. Is wazife se dil me Allah ki badshahi ka yaqeen paida hota hai.


Is liye humein chahiye ke hum Ya Maliku ka wird rozana kiya karein.

Comments

Popular posts from this blog

Surah Hamza

Surah Tagabun Ki Fazilat

Al-Bari ka Matlab Kya Hai? Paida Karne Wala