Al-Musawwir ka Matlab Kya Hai? Soorat Banane Wala
Al-Musawwir Allah Taala ka pyara naam hai. Al-Musawwir ka matlab hai "Soorat Banane Wala".
Allah ne har insan ki soorat alag banayi, koi bhi do insan ek jaise nahi. Allah jaisa chahta hai waisi soorat banata hai.
Quran me hai ke Allah hi Musawwir hai.
Fazilat:
Jo aurat be-aulaad ho, agar 7 din tak roza rakhe aur iftar ke waqt 100 bar "Ya Musawwiru" parh kar pani par dam karke piye, to Allah usko naik aulaad dega.
Jo shakhs rozana 100 bar Ya Musawwiru parhega, Allah uske dil ko roshan kar dega.
Is naam ka zikr karne se insan ko apni paidaish par ghaur karne ka mauqa milta hai.

Comments
Post a Comment