Al-Mutakabbir ka Matlab Kya Hai? Baraai Wala


 Al-Mutakabbir Allah Taala ka 10wan pyara naam hai. Al-Mutakabbir ka matlab hai "Bohat Baraai Wala" aur "Azmat Wala".


Allah hi asal me sab se bada hai, tamam badi usi ke liye hai. Wo har takabbur se paak hai.


Fazilat:


Jo shakhs rozana 100 bar "Ya Mutakabbiru" parhega, Allah usko izzat aur rutba dega.


Jo shakhs is naam ka wird subah ke waqt kare, Allah usko naik aulaad ata karega.


Is naam ka zikr karne se dil me Allah ki azmat paida hoti hai aur takabbur khatam hota hai.

Comments

Popular posts from this blog

Surah Hamza

Surah Tagabun Ki Fazilat

Al-Bari ka Matlab Kya Hai? Paida Karne Wala