Al-Quddus ka Matlab Kya Hai? Paak Zaat
Al-Quddus Allah Taala ka chautha naam hai. Al-Quddus ka matlab hai "Har Aib se Paak".
Allah har burai, kami aur aib se paak hai. Wo nihayat paak zaat hai.
Fazilat:
Jo shakhs rozana 100 bar "Ya Quddusu" parhega, Allah uske dil ko noor se bhar dega aur gunahon se paak kar dega.
Agar koi safar me Ya Quddusu parhta rahe to khairiyat se wapis ayega.
Is naam ka zikr karne se dil saaf hota hai aur pareshaniyan door hoti hain.

Comments
Post a Comment