As-Salam ka Matlab Kya Hai? Allah ka Naam
As-Salam Allah ka naam hai. As-Salam ka matlab hai "Salamti Dene Wala".
Allah har aib se salamat hai aur apne bando ko bhi salamti deta hai. Jannat ko Darus-Salam kaha jata hai kyunki wahan sirf salamti hai.
Quran me hai ke Allah salamti wale ghar (Jannat) ki taraf bulata hai.
Fazilat:
Jo shakhs rozana 100 bar "Ya Salamu" parhega, Allah usko har bimari aur pareshani se mehfooz rakhega.
Agar koi beemar hai to 100 bar Ya Salamu parh kar us par dam kare, Allah shifa dega.
Is wazife se dil ko sukoon milta hai.

Comments
Post a Comment