surah Toba Ki Fazilat


 Surah Taubah Ki Fazilat - سورة التوبة


Assalam-o-Alaikum!

Surah Taubah Quran Pak ki 9th Surah hai. Isme 129 Ayat hain.

Fazilat:

1- Tauba Qabool Hoti Hai:
Is Surah ke parhne se Allah sachi tauba qabool karta hai.

2- Har Mushkil Ka Hal:
Iski akhri 2 ayat Laqad Jaa Akum Fajr ke baad 7 bar parho, Allah har gham door karega.

3- Rizq Me Barkat:
Rozana parhne se rizq me barkat hoti hai.

4- Munafiqo Se Hifazat:
Ye Surah munafiq ke shar se bachati hai.
@AllahKe99Naam-ayesh

Comments

Popular posts from this blog

Surah Hamza

Surah Tagabun Ki Fazilat

Al-Bari ka Matlab Kya Hai? Paida Karne Wala