Surah jin

Surah Jin Ka Mukammal Tarjuma, Fazilat Aur Wazifa | Para 29

Assalam-o-Alaikum! Aaj hum Surah Jin ke bare me baat karenge. Ye Quran-e-Pak ki 72nd Surah hai jo Para 29 me hai. Is Surah me 28 Ayat hain.

Surah Jin Ka Tarjuma:
Keh do ke mujhe Wahi hui hai ke Jinnat ki aik jamaat ne Quran suna to unhon ne kaha ke humne ajeeb Quran suna hai. Jo hidayat ki taraf rehnumai karta hai.

Surah Jin Ki Fazilat:
1. Jadu Aur Jinnat Se Hifazat - Jo rozana 7 martaba padhta hai Allah usko mehfooz rakhta hai.
2. Ghar me Barkat hoti hai.
3. Mushkilat ka hal nikalta hai.

Mujarrab Wazifa:
Isha ki namaz ke baad wazu karke 11 martaba Surah Jin ki pehli 5 Ayat padhen. Awwal Akhir 3 martaba Durood Sharif. Pani par dam karke pi len. 7 din tak karen.

Video Dekhen:
https://www.youtube.com/@Allahke99Naam

#SurahJin #Quran #Para29

 

Comments

  1. Mere Ek friend pe kron dia tha but Allah K Qalaam Ki barket se Allah ka shukar hai Thek hai

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Surah Hamza

Surah Tagabun Ki Fazilat

Al-Bari ka Matlab Kya Hai? Paida Karne Wala